Menu
blogid : 1695 postid : 4

Hamara Samvidhan Kitana Hamara Hai

TARK
TARK
  • 9 Posts
  • 6 Comments

Yah vidubana hi kaayegi ki jis samvidhan ko bhratiy gadrajya kidarshnic vacharic peethika aur sabhi prashno,shankao se pare janta ka adyiytiy granth bataya jata hai,uski nirmad prakraya hi aone apme ghor aloktantric rahi                                                                                                    March 1946me British pradhan mantri  lord  Atali ne apnemantrimandal ke sadsyo ka ek pratinidhi mandal bhart bheja jise pramukh rajneetic dalo ttha deshi riyasat ke pramukho semil ker satta hastantarad ki yojana tayar karani thi.16 may 1946 kocabinate mission ke nam se prasidh dal ne yajana ghoshit ki jise sabhi ne manya kiya.       july1946 me samvidhan sabha ka chuaw huacongress ko 199 seat aur 13 ka samarthan,muslimleag ko 72 seat aur 16 ka samarthan mila.lekin muslimleag ne samvidhan sabha ka boicote ker seedhi karyavahi ka elan ker diya.desh dango ki ag me jalne laga9 agust ko samvidhansabha ki pahali bathak huiaur 13 desember ko prastawana pesh ki gayiaur 22 jaunwari ko use swikar ker liya gaya aur deshi riyasto ke boikate ke karad samvidhan sabha ke sirf 55% sadasyo dwaraswikar kiya gaya. Yaha yah ullekhniy hai ki samvidhan sabha ka gathan Bharat sarkar adhiniyam 1935ke anusar seemit matadhikar dwara hua jo sirf 15% vayask matadhikar dwara jo sabhi sampan tabke ke the kiya gaya.85%janta ki koi bhagidari nahi rahi.Vibhajan ke bad isiprastawana kodarshnic adharshila ke rup meswikar ker liya gayaYaha yah bhi ullkhniy haiki is prastawanako  british sansad ko swikrit hetu bheja gaya British lekhakLIyonard ne anayas hi nahi likha hai ki BHARAT KO AJADIUSAKE SANGHARSH KE BADUOLAT NAHIBALKI BRITISH SARKAR AUR SATTALOLUP BHARTIY NETAO KE BEECH HUE GUPT SAMJHUOTE KI VAJAH SE MILA> is prakar yah din ke ujale ki tarah saf haikisamvidhan sabha ko samvidhan banane ke liyebhartiy janta ne nahi balki british sansad ne adhikrit kiya tha aur uska gathan sarvik vik matadhikar dwara pratyacha chunaw  baran 15%ucha vergiya matadhikardwara apratyacha matadhikar se hua tha Bhartiya janta dwara kabhi is samvidhan ki pusti nahi karayi gayi balki usme dhara 394 dal ker janta ke uper thop diya gaya.Keshawanand bharti banam Keral rajya mamleme uchatam nyayalay ke 13 sadasiya peeth ke 12 sadsyo dwara ek mat ho ker kaha gaya—-YAh sarv vidit hai kisamvidhanke prastawana me kiya gayavada aitihasik such nahi hai,adhuk seadhik sirf itana kaha ja sakta haiki samvidhan likhne wale samvidhan sabh ke sadsyo ko 28.5% logo dwara parocha matdan dwara chuna gaya thaaur kuon aisa hai jo unhi 26.5% logo ko pura bhat man lega.

Read Comments

    Post a comment

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *

    CAPTCHA
    Refresh